back

IGP Complaint Cell (PAS - IGP)

kI3
2023-09-01 07:52:49


Reason for Visit:
Review: Aoa sir apsa meri moadabana guzarish ha k ma peshawar city ka rihaishi hu ur bht hi safaid posh ur izatdar family sa taluq rakhta hu.Aj bht hi tang ur pareshan ah kr ma apko shikayat kr raha hu masla kuch youn ha k hamara elaqa ma aik bewa khatoin ka makan 2510 ha jo Mohalla havelli mir hashim asia gate shakaboul peshawar ma uski nokar mohib ali na qabza kr rakha ha jo bijli chori ur degar crimes ma mulavis ha. uski ki biwi hameeda ur uski betian jisam faroshi galam galoch nasha ka istanal ur degar fahash harkatoun ma mulavis ha iska beta jawad ur sameer elaqa ki har ana jana wali aurat pa awazain kasta ha ur unko charta ha.ur khulawam badmaahi krta rehta ha jis ki waja sa tamam log dar ka shikar ha ur hamara bachoun pa bht ghalat asrat muratab ho raha ha.meri jawan betian ha jo inka gar tarhan tarhn k mardoun ki ana jana ki wajasa na college ja sakti ha na bazar.ma shareef ur mutavas insan hu in logun ki asar rasookh ki wajasa insa direct dushmani ni la sakta inki bari dalal nadia nami khatoun ha jo dusra chakla gulbahar no 2 street 8 road no 5 hno 93 peshawar ma khud chalati ha ur inki pushtpanahi b krti ha.agr youn hamara pak mulk ma har koi estate ki khilaf khula am apni ma Mani kraga to phr hum mazlom kahn jainga.mja uneed ha k ap ahel e muhalla ko in logun sa nijad diwain ga. musalman hona ki tehat ya hamara farz ha hum istarahn ki gunahoun sa apna mashara ko bachain taka koi badamali janam na la.mja umeed ha k ap meri darkhast pa jald az jald action lainga shukria.


Your Reply